Main Shayar to nahi, Magar ae hansin,
Jab se dekha maine tujhko - mujhko,
Shayari aa gayi (from Boby)
1. Shayaron ki tarah shayari na karte,
Ashikon ki tarah ashiki na karte,
Tum na hote is jahan me to sanam,
Khuda ki kasam dillagi na karte.
2. Tum na milte to zindagi ka sahara kafi hota,
Manzil na milti to sagar ka kinara kafi hota,
Yun to jeetae hain teri hi yaad me magar,
Marne ko kehtin to ek ishara hi kafi hota.